Shikayat Kya Karun Dono Taraf Gham Ka Fasana HaiShikayat kya karun dono taraf gham ka fasana haiMere aage mohabbat hai tere aage zamana haiPukara hai tujhe manzil ne lekin main kahan jaunBichhad kar teri duniya se kahan mera thikana hai
Ye Taraqqi Ka Zamana Hai Tere Aashiq ParYe taraqqi ka zamana hai tere aashiq parUngliyan uthti thi ab hath utha karte hain
Unse Milne Ko Jo Sochun Ab Wo Zamana NahiUnse milne ko jo sochun ab wo zamana nahiGhar bhi kaise jaun ab to koi bahana nahiMujhe yaad rakhna kahin tum bhula na denaMana ki barson se teri gali me aana jana nahi
Mere Saath Wo Rahega To Zamana Kya KahegaMere saath wo rahega to zamana kya kahegaMeri ek yehi tamanna, tera ek yehi bahaana
Jaane kya mujhse zamana chahta haiJaane kya mujhse zamana chahta haiMera dil todkar mujhe hi hansana chahta haiJaane kya baat jhalakti hai mere chahre seHar shaks mujhe aajmana chahta hai
Zamana gujar gaya hatho ko milaye huyeZamana gujar gaya hatho ko milaye huyeMuddat ho gayi nazro ko milaye huyeDin raat nikal gaye yaado mai khoye huyeAb kab samne aaoge yaar muskarate huye.